Poetry in Urdu: 100+ Gems of Urdu Poetry and Shayari

Welcome to the enchanting world of Urdu poetry and Shayari, where words weave a tapestry of emotions and experiences that resonate with the soul. Urdu, a language known for its rich literary heritage, has gifted the world with some of the most profound and beautiful verses ever written. In this article, we present to you a treasure trove of poetic gems, a carefully curated collection of over 100 best Urdu poems and Shayari.

From the classical masters like Mir Taqi Mir, Ghalib, and Faiz Ahmed Faiz to the contemporary poets who continue to breathe new life into the art form, each piece has been chosen to ignite the flame of passion and stir the deepest corners of your heart. Whether it's the tender longing of love, the melancholy of separation, the celebration of nature's beauty, or reflections on life's philosophical nuances, this collection encompasses the entire spectrum of human emotions.

Prepare to embark on a journey of lyrical beauty and profound thoughts, as we traverse through the centuries, exploring the essence of Urdu poetry. Whether you are a seasoned connoisseur of the language or an eager newcomer, this anthology is sure to leave an indelible mark on your soul.

So, let the ink of emotions flow, and immerse yourself in the eloquence of words that transcend time and space. Get ready to delve into the soul-stirring world of Urdu poetry and Shayari as we present you with this exquisite compilation of poetic brilliance.


100+ Best Urdu Poetry Of All-Time With Beautiful Images


Kya fark hota hai khuda or peer mai,kya fark hota hai kismat or taqder
mai,agar kuch chaho,or na mile to samajhna kuch or accha likha hai hath ki lakeer mai....

Fark hota hai khuda aur peer mein....
Fark hota hai kismat aur taqdeer mein....
Agar kabhi kuch chaho aur wo na mile to....
Samajh lena ki kuch aur achcha likha hai taqdeer mein..!!

Hum tanhaiyon se nahin,
Mehfil mehsion se dartein hain,
Hum zamane se nahin,
Apne aap se dartein hain,
Yun to bahut kuch khoya hai humne,
Par najane kyon aapko khone se dartein hai…

Aap Pe Hi Khatm Sari Chahat
Hogi, Phir Na Kisi Pe Ye
Inayat Hogi, Kuch Is Tarah
Karenge Yaad Apko, Na Apko Khabar
Na Zamane Ko Shikayat Hogi.

Dil Ki Dhadkan Aur Dil Ki
Sadha Ho Tum, Meri Pehli
Aur Aakhri Arzoo Ho Tum,
Chahunga Tumhe Chahat Se
Badh Kar, Meri Chahat Aur
Chahat Ki Inteha Ho Tum...

Bas ye khel dilon ka hai
chalta hi rehta hai,
hazaro khushiyon ke pal aye zindgi mai,
par kyun tanhai ka vo pal khalta hi rehta hai
hum lakh hase duniya ke age
par andar to kuch jalta hi rehta hai...ii

Yahi Reet He
Yahi Dastoor He,
Mohobbat Ki Is Rah Par Har Ek Majboor He,
Bichhadna Hi Nasib Melikha Hoga,
Na Teri Khata
Na Mera Kasur He

Zindagi ka matlab aapne bata diya,
Har gam ka matlab aapne samjha diya.
Aap to Ro-kar bhi apne gamon ko halka na kar
sake,
Humne Khushi ki aaadh mein apne ghamon ko
chupa liya...

Aapki Ada Se Hum Madhosh Ho Gaye
Aap Ne Palat Kar Dekha Tho Hum Behosh Ho Gaye
Yehi Ek Baat Kehni Thi Aapse sweet
Na Jaane Kyun Aapko Dekthe Hi Hum Khamosh Ho Gaye

Gumshuda Mujse Mera Anjam Hai
Ankho Se Beh Rahe Jo Wo Mere Arman Hai
.
Chalte Chalte Aa Pahunche Hu Us Manzil Pe
.
Na Dariya He Aur Na Registan H.

Yahan pal pal jalna parta hai
Har rang mein dhalna parta hai
Har mor pe thokar lagti hai
Har haal mein chalna parta hai
Har dil ko samjhne ki khatir
Bas khud say larna parta hai
Kabhi khud ko khona parta hai
Kabhi chup k rona parta hai
Kabhi neend na aye phoolon pay
Kanton pay b sona parta hai
Kabhi mar k jeena parta hai
Kabhi jee k marna parta hai
Kabhi to khushiyan loat k ayen gi
Es aas pay jeena parta hai.!

Sochte Hain Ke Tujhse Pyar Kar Lein
Apne Pyar Ka Charcha Beshumar Kar Lein
Bas Ek Bar Bana Loon Tere Dil Mein Jagah
Fir Umar Bhar Tere Aane Ka Intezar Kar Lein.

Saza Pyar Ki Aashiq Ko
Na Mile, Wafa Aisi Ho Usme
Koi Bewfai Na Mile, A Khuda
Guzaris He Jisne Kiya He Pyar,
Unhe Kabhi Darde Judai Na Mile.

Khushbooan Se Hawaon Se B Milty Nahi Kuckh
Log
Mosam Ki Adaaon Se B Milty Nahi Kuckh Log
Mil Jain To Jeven Ko Saja Daity Hain
Agr Bichraian To Duaaon Se B Milty Nahi Kuckh

Dost Hazaar Nahi Sirf Ek Chahiye,
Dukh-Sukh Mein De Sath Vo Yaar Chahiye,
Hum Kisi Ko Bhulate Nahi Lekin,
Jo Yaad Rakhe Hamein Vo Yaar Chahiye.

♥♥ Dewana Hum Tujhe B Bana Denge__♥♥
Dil Me Tere Apni Yaad Ki Shama Jala Denge
Raho Chahe Jitna B Pathar Dil Ban K__♥♥
Par Apni Yadon Se Ek Din Zaroor Tum ko Rula Denge._♥♥

Wo chhup bethe the kal,
jab hume unki chah thi,
hume bhi usi waqt aani thi maut,
jis waqt unhe humari talash thiiiiii

Tumhare Pyaar Mai Hamne Bahut Chote Khaye,
Jiska Hisaab Na Hosake Utne Dard Paye,
Phir Bhi Tere Pyaar Ki Kasam Khake Kehta Hu,
Hamare Lab Pe Tumhare Liye Sirf Pyaar Aaye..

insaan b kiya cheez hai daulat kamane ke chakar me sehad kho deta hai...aur sehad lane ke chakar me daulat kho deta hai....jeeta aise hai jaise kabhi marga hi nahi...aur mar aise jata hai jaise kabhi ziya hi nahi,..?

Cheharaa meraa tha nigaahen us ki
Khaamushi men bhi vo baaten us ki
Mere chehare pe ghazal likhati gain
Sher kahati hui aankhen us ki
Shokh lamhon ka pataa dene lagin
Tez hoti hui saansen us ki
Aise mausam bhi guzaare ham ne
Subahen jab apni thin shaamen us ki
Dhyaan men us ke ye aalam tha kabhi
Aankh mahataab ki yaaden us ki
Faisala mauj-e-havaa ne likkha
Aandhiyaan meri bahaaren us ki
Ruthna Mat Hame Manana Nahi Aata
Dur Mat Jana Hame Bhulana Nahi Aata
Tum Bhul Jao Tumhari Marji
Par Hum Kya Kare Hame To Bhulana Bhi Nahi Aata.

Usne Hothon Se Chu Kar
Pani Ko Gulabi Kar Diya
Hamari Baat To Aur Thi Yaaro
Machliyo Tak Ko Bhi Sharabhi Kar Diya

Hum haste hai to unhe lagta haiki hume aadat hai muskurane ki par wo nadan itna v nehi samajhte ki ye aada hai gum chupane ki.

Badalo ki kuch iss tarha se sajhis hui.
Baarish(rain) to ek bahanna tha.
Vahi daal tuti ,jis par hamara assiyana tha.

Kal rat Khwab me unki tasveer bana dali,
DIL ko itni acchi lagi ke sine se laga dali,
Jab hua khauf k koi chura na le,
To itna royi ke apne ansuo se mita dali...

Dekho kitna zalim hai ye zamana jo hume tumse milne se rokta hai,
jabbhi koshish karte hai tumse milne ki yahi keheh kar tokta hai,
ki mat jao us kutte ke pas wo to sabko dekh kar bhonkta hai.....

Tumne sada sath nibhane ka vada tod dia,
Beach rah mein mera sath bhi chor dia,
Kehte the sath nibhayenge marte dum tak A-
Sanam,
Lekin adhe raste mein hi hume marne k liye chor
dia...ii

Dil Se Aapka Khayal Jata Nahi,
Apke Siva Koi Yaad Aata Nahi,
Ji Chahta Hai Ke Apko Roz Dekhun Par,
Woh Waqt Kabhi Aata Nahi…

Mohobat Mukadar He 1 Khwab Nahi,
Ye Wo Ada He Jisme Sab Kamyab Nahi,
Jinhe Panah Mili Unheungliyo Par Gin Lo,
Magar Jo Fanaah Hue Unka Koi Hisab Nahi

manjar tamaam us raat ka mujhe yaad ataa he
tere behte huye aasuon ka paigaam lata he
bharose ko tere tod kar ek khilwad kar baithe
ab teri judai ka dard hame her raat rulata he..

Wo Dost Hi kya Jo ek pal me Bhul jaye
Wo pyar hi kya Jo Aasani se mil jaye
Pyar Aur Dosti me Itna Dum ha ki Barf to jmi rahe par pathar Pigal jaye.

Nasha Mohabbat Ka Ho Ya Sharab Ka
Hosh Dono Me Kho Jata Hai
FarQ Sirf Itna He
Ek Sabse Dur Aur Ek Sabke Kareeb Le Aata Hai.

Mujh Se Bichar Kar, Mujh Ko Rula Kar Udaas Tha
Meri Tarah Wo Khud Ko Jala Kar Udaas Tha
Aese Ajeeb Dard Ke Pehre The Chaar Soo
Ab Ke Wo Mere Shehr Mai Aa Kar UdaasTha…

Lakho Log Mohbt Krte He
Duniya Me Shayd Ham Un Jese Nahi
Dikhane K Liye Hum B TAJMAHAL Bna Skte H
Mgr MUMTAZ Ko Mrne De Wo SHAHJAHAN Hm Nahi.

Purani Haveli Ke
Pichhe Wale Khandar Ki
Saamne Wali Futti
Hui Deewar Par
Lagi Tutti Tasveer Ke
Pichhe Lage Jaale
Mein Fase Macher Ki Kasam..
I Miss You Frnds..

Usey m0habbat kaha thi bas dillagi thi mujhse
Varna mera pal bhar ka bicharna bhi uske liye azab h0ta..!

main sar jhuka k keh donga apne rab-e-karim k saamne
hazaron gunah ho gaye mere mola teri rehmat k naaz pe

Chaha ke ye Aasma humara hota,
khwaisho ka koi kinara hota,
ye soch kar na roka us musafir ko humne,
dur jata hi kyu agar wo hamara hota.

Kashish to bahut hai mere pyaar me lekin,
1 unka dil Hai jo pigalta nahi,
Agr mile khuda to mang lu tumhare pyar ko
Par suna hai khuda marne se pehle milta nhi.

Kadmo ki duri se dilo ke fasle nhi badte,
Dur hone se ehsas nhi marte,
Kuch kadmo ka fasla hi sahi hamarebeech,
Lekin aisa koi pal nhi jab hum apko yad nhi krte...


100+ Best Urdu Poetry Of All-Time With Beautiful Images

Har Sham Se Tera Izhaar Kiya Karte Hai
Har Khwab Me Tera Didar Kiya Karte Hai
Diwane Hi To Hai Hum Tere
Jo Har Waqt Tere Milne Ka Intzaar Kiya
Karte Hai.

Na Bujha Chiragh-E-Dayaar-E-Dil, Na Bichrne Ka
Tu Malaal Kar,
Tujhe De Gi Jeene Ka Hosla, Meri Yaad Rakh Le
Sambhal Kar,
Ye Bhi Kya Ke Ek Hi Shakhs Ko Kabhi Sochna,
Kabhi Bhoolna,
Jo Na Bujh Sake Wo Diya Jala, Jo Na Ho Sake Wo
Kamal Kar,
Gham-E-Arzu Meri Justju, Mei Simat Ke Aa Gaya
Ru-Baru,
Ye Sukoot-E-Marg Hai Kis Liye? Mei Jawab Doon
Tu Sawal Kar,

Na kabhi muskurahat tere hothon se duur ho..
Teri har khwahish haqiqat ko manzoor ho..
Ho jaye jo tu mujhse khafa sweet
Khuda na kare mujhse kabhi aisa kasoor ho...

Aandhiyon Ke Sath Kya Manjar Suhane Aaye Hain
Aaj Maidano Mein Bagon Ke Khajane Aaye Hain,

Ab Mere Talve Ke Niche Ki Jamee Aajad Hai
Aasmano Se Mujhe Badal Bulane Aaye Hain,
Ret Se Dariya Ante Hain Kahak Se Jhilein Pati
Yeh Parinde Khoon Mein Shayad Nahane Aaye Hain,

In Aankhon Me Din Raat Barsat
Hogi. Agar Zindagi Sirf Jazbaat
Hogi. Mushafir Ho Tum Bhi
Mushafir Hain Hum Bhi..
Kisi Mod Par To Mulaaqat Hogi....?

KEH CHUKE THE WO HAMSE APNE DIL KI BAAT
KARNA CHAHTE THE BAYAAN HAM APNA DIL-E-HALAT
CHALE GAYE WO OR BAND HUI MULAKAT
JANE KAISE KAB MILE WO CHHOOT GAYA JO SATH.

Yaadon Me Hamari Aap Bhi Khoye Honge,
Khuli Aankho Se Kabhi Aap Bhi Soye Honge,
Maana Hasna Hai Ada Gam Chhupane Ki,
Par Haste Haste Kabhi Aap Bhi Roye Honge…

Kuch uljhe sawalo se darta hai dil,
Naa jane kyu tanhai mai bhkhadta hai dil,
Kisi ko pana koi badi baat nahi hai,
Par kisi ko khone se darta haiye dil…

Dil ko dil se churaya hai apne,Door hote hue bhi rishta nibhaya hai apne,Kabhi bhool nehin payenge hum aapko,Kyun ki yaad rakhna sikhaya hai apne.

Haste Rhe Aap Hzaro Ke Bich Me,
Jese Haste He Phul Bharo Ke Bich Me,
Roshn Ho Aap Dunia Me Is Trah,
Jese Hota He Charcha Lakho Ke Bich Me.!!

Yaad hain sare wo aish-e-bafaragat ke maze
dil abhi bhula nahi aagaz-e-ulfat ke maze
wo sarapa naz tha begana-e-rasm-e-jafa
aur mujhe hasil the lutf-e-benihayat ke maze
husn se apne wo gafil tha main apne ishq se
ab kahan se laun wo na-vaqfiyat ke maze

Dil Bhul Nahi Sakta Tumko,
Sanso Ki Jarurat Ho Tum,
Tumse Hui Meri Dunia Hasin,
Mera Pehla Pyar Ho Tum.

Bhula Dena Mujhe
Hai Alvida Tujhe
Tujhe Jeena Hai Mere
Bina Safar Yeh Tera,
Yeh Raasta Tera Tujhe
Jeena Hai Mere Bina

Mujhe Ab Pata Chala Ki Me Kiss Qaqar Tanha Hu,
.
AE "DOST"
.
Peechhe Jo Mud kar Dekhta H
u To Mera Saaya Bhi Apna Muh Fer Leta H.

Tu Is Raat Me Sath Nahi
To Nind Nahi Aati, Aur Tu
Is Raat Me Sath Hoti To
Hum Sote Nahi, Farak Sirf
Itne He,ye Dard Ka Jagna
Hai, Wo Pyar Ka Jagna Hota..

amesha Un Ke Karib Mat Raha
.
Karo Jo Aap Ko Kush Rakhte Hai
.
Kabhi Wahan Bhi Chale Jaya Karo
.
Jo Aap Ke Bina Khush Rah Nhi
sakte

ApKe Hone se Hamari Khusi Judi Hai
ApKe Ankho se Hamari Roshni Judi H
Mat Karna Dur Apne HothoSe Ye Muskuraht
ApKe Hasi se Hmari Zindgi Judi Ha

Zindgi Se Chale Hai Elzaam Lekar Bohat Jee Chuke Unka Naam Lekar....akele Bate Karenge Wo In Sitaro Se Jab Hum Chale Jayenge Unhe Ye Sara Aasma Dekar.

Apne Dost Par
Itna Kyu Zulm Karte Ho
.
Apne Dost Par
Itna Kyu Zulm Karte Ho
.
Khawabo Me B Aate Ho To..

Apne Pure Pariwaar Ko Saath Laate Ho.
tune mere jaana kabhi nhi jaana,,
ye ishq mera dard mera h,,
Aashiq tera bheed mein khoya rehta h
jaan-e-jaa tu jo itna kehta h
i"m so LONELY.

Ashiqko ka Dimag hota hai khali,
Tabhi milti nahi garwali,
Gulam ban ke fas jate hai,
Ishq ke jaal mein,
Our kehte hai Mene Ladki Patali.

Apne Hothon Par Saja Kar Tujhe Main
Tere Hi Geet Gana Chahta Hoon
Jal Kar Bujh Jana Humari Kismat Sahi
Bas Ek Baar Roshan Hona Chahta Hoon…

Jab Aap Samne Se Guzar Jaate Hain..
Armaan Dil Ke Ubhar Jaate Hain..
Dekhkar Aapki Pyari Surat..
Sehme Hue Phool Bhi Nikhar Jaate Hain..!

Pathar jaisi duniya mein dil apna laga baithe
Kuchh hi dino mein meethe sapne saja baithe,
Rokte the pahle logo ko is aag se hum
Ab khud ko hi is aag me jal baithe

jab dosti ki dastaan waqt sunayega,
hum ko bhi koi shaks yaad ayega,
tab bhool jayenge zindagi ke gamon ko ,
jab AAp ke saath guzra waqt yaad ayega

Gamo ko bech ke khushi kharid lenge,
Khwaabo ko bech kar zindagi kharid lenge,
Hoga imtihaan toh duniya dekhengi,
Hum apni boli laga kar aapki dostile lenge...

Khushi ko Dhoondne se Gham Milte hai..
Ye Gham Zindagi mei Har Dum Milte hai......
jo Dil Ke saare dard Baant le..
Aise Chahne wale Zindagi mei Kam Milte hai.....

Har Baar
WOH " hi Kynu Mujhe
Chhor
Jaati Hai
Tanha....
YAAAARRROOO
Main Mazboot
To Bahut
Hu Magar Koi Pathhar
To Nahi..
HU.....

Kamyabi Badi Nahi Hoti Pane Wale Bde Hote Hai,
Draar Bdi Nahi Hoti Bhrne Wale Bde Hote Hai,
Itihas K Hr Pnne Pe Likha Hoga Ki Dosti Bdi Nahi Hoti,
Nibhane Wale Bde Hote Hai.

AANKH LAG JAYE TO JO SAPNA HO VO TERA HO
AANKH KHUL JAYE TO JO CHERA HO VO TERA HO
MER BHI JAVU AGAR TO KOI GAM NAHI
MAGAR KAFAN KE LIYE JO KAPDA HO AANCHAL VO TERA HO.

Pyar Se Tab Tak Pyar Na Karo
Jab Tak Pyar Aap Se Pyar Na Karey
Jab Pyar Aap Se Pyar Kare
Tab Pyar Se Itna Pyar Karo
K
Pyar Kisi Or Se Pyar Na Kareeee

Kya pata kyo aadat hai unki yaad aane ki,
in aankho ko unki jhalak pane ki,
humari to tamanna hai unko pane ki,
par shayad unko aadat hai hume tadpane ki…

Wada humne kiya tha nibane ke
liye,
Ek dil diya tha ek dil pane ke liye,
Unhone mohobat sikha di Aur
kaha
k sweet
tumse mohobat ki thi sirf kisi aur
ko
jalane ke liye

WAQT Aur Samajh KISMAT WaLon
Ko Hi MiLTa Hai
Kyun Ki
WAQT Ho Tab SAMAJH Nahi HoTi..
Aur
SAMAJH AaTi Hai Tab WAQT Nahi
HoTa.!!

paas hookar b duuriya mehsus kar raha hu
me to seh lunga dard-e-zakhm par teri fikar kar raha hu
tum mere itne kareeb aa gai ho ki kaise batau
tumhari khamoshiyo se me pal pal mar raha hu...

Anjano Ko Humsafar Yeh Banati Hai
Humsafar Ko Begana Kar Jaati Hai
Isska Naam Hi Toe Dost Zindagi Hai
Joe Har Haal Mein Chalti Jati Haiiiiiii

Zindagi se bas yehi gila hain,
Khushi ke baadh, kyu gham mila hain,
Humne to unse wafaa hi ki thi.. Par
nahi jaante the ki wafa kaa bewafaai hi silaa hai.

Dard Ne Kisiko Tadpaya Na Hota.
Aankho Ne Kisiko Rulaya Na Hota.
Khushi Hoti Har Kisi K Pass.
Toh Khuda Ne "ISHQ" Banaya Na Hota.

Ko Apne Dil Mein Basaya
Aur Basaya Kuch Bhi Nhi
Jidhar Daikha Udhar Tu Hi Nazar Aya
Aur Nazar Aya Kuch Bhi Nhi
Teri Judai Se Kya Kya Na Sikha Hai
Pehle Hasna Aur Phir Rona Sikha Hai
Tujh Hi Se Sab Sikha Hai
Dard Mein Hasna Bhi
Teri Judai Se Sikha Hai
Logo Se Mohabbat Karna
Logo Ke Dard Ko Apna Samjhna Bhi
Teri Judai Se Sikha Hai


100+ Best Urdu Poetry Of All-Time With Beautiful Images

Intezaar Ke Lamhe Sholey Mein Badalne Lage Hain,
Hum Unka Intezaar Karne Lage Hain,
Woh Aayi Nahi Abhi Tak Samay Bahot Ho Gaya Hain,
Ab To Hum Ghadi Se Bhi Sharminda HoGaye Hain….

Wo Ghadi Kuch Khaas Thi
Jab Mout Khadi Mere Paas Thi
Phir Bhi Maine Roki Hui Meri Saans Thi
Kyonki Tumhari Ek Jhalak Ki Aas Thi…

Bhoolna jise chaahtein hain,
Yaad use hi sabse zyada karte hain
Chuda kar gaya tha jo daaman hamara,
Use paane ki aas aaj bhi rakhtein hain..

Sapne The, Sapno Ke Aap Saahil Huve
Na Jaane Kaise Hum Aapke Dosti Ke Kaabil Huve
Karazdaar Rahenge Hum Us Haseen Pal Ke
Jab Aap Humari Choti Se Duniya Me Shaamil Huve

Bhina varsad ni komal
bund moklu chhu,
aankh to khol tane
ujas moklu chhu,
pila padi gaya pratiksha na
pandada,
antar thi tane khusbu bhari
yad moklu chhu

Pyar me koi to dil tod deta hai,
Dosti me koi to bharosa tod deta hai,
Zindagi jina to koi gulaab se sikhe,
Jo khud toot kar do dilo ko jod deta hai...

Jee lete hain Koi humein agar kahe bura,
dua dekar usse honton ko hum see lete hain
Dard ho chahe kaisa,
zehar yeh chupke se hum peelete hain…

Mujhko iraade de
Kasamein de, waade de
Meri duaaon ke ishaaron ko sahaare de
Dil ko thikaane de
Naye bahaane de
Khaabon ki baarishon ko
Mausam ke paimane de
Apne karam ki kar adaayein
Kar de idhar bhi tu nigaahein......

Ye dil ne mujhe bataya hai,
Ki tune mujhe pukara hai,
Yu chand bi lagta hai ye hansi,
Tu chand se badkar pyara hai.

Woh Diya Hoon Jo Mohabat Ne Jalaya Tha Kabhi
Gham Ki Andhi Ne Subah Aur Shaam Bujhaya Mujh
Ko..
Phir Kisi Yaad Ne Raat Bhar Hy Jagaya Mujh Ko,
Kya Saza Di Hy Mohabat Ne Khudaya Mujh Ko..ii

Darwaje Ki Raakh Bhi Ghar Hai,
Muthi Mein Yeh Ghar Rakhna,
Dil Ek Pavan Chadar Hai,
Sar Par Yeh Chadar Rakhna,
Jali Huyi Tooti Deewarein,
Mere Jakhmi Kandhe Hain,

Mat Nafrat Karo Kisi Se Itni K,
Waqt K Fasle Par Aapko Mohabbat Ho Jaaye,
Kal Kya Pata Aap Miss Kare Use,
Aur,
Wo Hmesha Ke Liye Miss Ho Jaaye.

Manzile bahut hain, afsane bahut hain, Zindagi me imtehaan aane bahut hain, Mat karo gila uska jo mila nahi, Is duniya me khus rahne k bahane bahut hain..

Woh dil de hum jaan de aur ho jaye apna pyar
Woh muskan de hum hasi de aur saj jaye apna sansar
Woh sapne sajaye hum haquikat banaye aur pyar ki ude leher
Aur ye pyar badta rahe har shaam har seher.

Yaad toh har koi karega jaane ke baad
sache pyar ka pata chal jaayega vaqt aane ke baad
kaun kitni mohabbat karta hai
nazar aajayega mar jaane ke baad

Kadam Yuhi Dagmaga Gaye
Raaste Me, Warna Sambhlna
Hum Bhi Jaanthe The,
Thokar Bhi Lagi Tho Us Pathar
Se, Jise Hum Apna Mante The.

Pthar Bana Diya Mujhe Rone Nahin Diya
Daman Bhi Tere Gham Main Bhigone Nahin Diya
Tanhaian Tumhara Pata Pochti Rahin
Shab Bhar Tumhari Yad Ne Sone Nahin Diya
Dil Ko Tumhari Yad K Aansoo Aziz The
Dunya K Koi Gham Samone Nahin Diya
Nasir Yon Us Ki Yad Chali Hath Tham Ker
Mele Main Is Jahan K Khone Nahin Diya

Uski Qurbat Mili Sahara Na Mila
Karib Pahuch Kar Bhi Kinara Na Mila
Gaur Se Dekhi Humne Hatheli Apni
Hume Apni Kismat Ka Koi Sitara Na Mila.

Tujhy Kiya Khbr Teri Yaad Ny Mujhy Ks Qadar Sata Diya,,
Kbhi Akely Mein Hansa Diya,,
TO
Kbhi Mehfiloon Mein Rola Diya,,

Aaj Zarurat Hai Jiski Wo
Pas Nahi Hai.. Ab Unke Dilme
Wo Ehsaas Nahi Hai.. Tadapte
Hain Do Pal Baat Karne Ke
Liye.. Shayed Ab Waqt Hamare
Liye Unke Pas Nahi Hai..!
Kabi hmare pyar ka ehsas kiya hota...
Humare dil ki chot ka dard liya hota...
Hum bhi jindgi ko hassen lamha samajhte...
Agar kisi apne ne hamara sath diya hota...

ULFAT Ke MoD Pe Aisa WAQT Aaya Hai
ZAKHM DiL Ka Zuban Ne SUNAYA Hai
Nahi Roya Jo KAANTO Ki CHUBHAN Se
Use PHULON Ki Khushbu Ne RULAYA Hai...

Jab tum khush tab hum khush,
isiliye to kisi or k baho me
Tumhe kush dekhakar muskurake
ji lete hai ek pal me sari jindagi!

Denay wala dey ajab nishani gaya
Mathay per ker tehrer gham ki kahani gaya
Khushi’yan sari khod samayt ker ley gaya
Meri ankh’on sey ker rawa’n pani gaya
Heer chor ker chali gai ranjha ko
Likh wo meri kitab per ye kahani gaya

Zindagi ki shama mein khud kojala jayenge
Ae-bewafa zindagi hum tujhe chhor jayenge
kal rahenge saath kiske ye main nahi jaanta
tamanna na rakhna tu meri mojudagi ki
Apna katra katra hum tujhme bhool jayenge…

Her lamha gujar jaata hai jab koi apna begana nazar aata hai,
.
Yu to awaz aati hai, her shishe ke tutne se,
.
Per kabhi bin awaz ke bhi sub kuchh tut jaata hai...


As we conclude this poetic odyssey, we hope that this compilation of Urdu poetry and Shayari has left an enduring imprint on your heart and mind. The beauty of this language lies not just in its melodic verses but also in its ability to connect with the deepest recesses of human emotions. Through the centuries, Urdu poets have woven threads of love, sorrow, joy, and wisdom into an intricate tapestry of words that transcends borders and time.

We encourage you to revisit these verses whenever you seek solace, inspiration, or simply wish to be enchanted by the magic of language. The power of poetry lies in its timeless relevance, and each piece in this collection serves as a timeless reminder of the shared human experience.

We extend our heartfelt gratitude to the legendary poets who have gifted the world with their extraordinary creations, and to the contemporary wordsmiths who continue to breathe new life into the art of Urdu poetry. Their pens have been the vessels through which emotions have flowed, leaving behind a legacy that stands the test of time.

May the spirit of Urdu poetry and Shayari continue to flourish, inspiring generations to come. And as we bid adieu, we invite you to keep the flame of literary appreciation alive, savoring the intricacies of language and exploring the vast ocean of poetic expression.

Until we meet again on another poetic expedition, keep the love for words alive, and let the verses of Urdu poetry echo in the chambers of your heart. Farewell, and may the magic of Sukhan (poetry) always illuminate your path.

Post a Comment

Leave Your Comment Here.

Previous Post Next Post