WhatsApp Shayari Wonderland: 100+ Best Urdu Poetry to Mesmerize Your Chats

Welcome to the enchanting world of WhatsApp Shayari, where the beauty of words knows no bounds and emotions find their perfect expression. Urdu poetry, with its profound meanings and rhythmic cadence, has long captivated hearts and souls, transcending language barriers to touch the very essence of human emotions. In this delightful collection, we present over 100 handpicked gems of Urdu poetry, carefully curated to add a touch of elegance and depth to your WhatsApp chats.

Whether you seek to convey your deepest feelings to a loved one, share a moment of introspection, or simply appreciate the artistic beauty of words, our carefully selected Urdu poetry is sure to resonate with you. From classic verses of renowned poets to contemporary masterpieces, each piece has been chosen to evoke emotions, spark conversations, and leave a lasting impression on your digital interactions.

Step into a world of timeless emotions, where every couplet weaves a tapestry of sentiments, and every verse paints a vivid picture of life's myriad experiences. Join us as we embark on this poetic journey, discovering the rich cultural heritage of Urdu literature and embracing the power of language to connect and inspire. So, let your WhatsApp chats become a canvas for the expression of the soul, as we explore the "100+ Best Urdu Poetry for WhatsApp."


100+ [Best] Urdu Poetry With Beautiful Images


Soch Ke Zamenoun Per Rastey Juda Hon To
Dur Ja Nikalney Main Der Kitnee Lagtee Hai
Umer Bhar Ka Bandhan Bhee Pal Bhar Main Tut
Jata Hai
Soch Ko Badalney Main Der Kitne Lagtee Hai

Jab Hawa Mukhalif Ho,Mooj Main Samander Ho
Kashteyan Ulatney Main Der Kitnee Lagtee Hai..ii
Chale gaye ho dur kuch pal keliye,
dur rehkar bhi karib ho har pal ke liye,

kaise yaad na aaye apki ek pal ke liye,
jab Dil me ho tum har pal ke liye.
Shikwa Kise Ke Na Friyaad
Kise Ke, Sirf Hone The
Zindagi Barbaad Kise
Ke, Ehsaas Mita Aur
Mite Umedein, Sab Mita
Par Na Mile Yaad Kise Ke!!

Dard De Kar Ishq Ne Hume
Rula Diya
Jis Per Marte The Usne Hi
Hame Bhula Diya
Hum To Unki Yadon Mein Hi
Jee Laitay
Magar Unhone To Yaadon
Mein Hi ZEHER Mila Diya…

Har Sham Se Tera Izhaar Kiya Karte Hai
Har Khwab Me Tera Didar Kiya Karte Hai
Diwane Hi To Hai Hum Tere
Jo Har Waqt Tere Milne Ka Intzaar Kiya Karte Hai.

Humne socha unke pyar me tadapna chhod denge
Unke liye tarasna chhod denge
Dil ko bola tu bhul ja unhe
Kambakht Dil bola-Hum Dhadakna.

Zindagi Ka Safar Toh Ek Haseen Safar Hai
Her Kisii Ko Kisii Na Kisii Ki Talash Hai
Kisii Ke Pass Manzil Hai Toh Raah Nahi
Aur Kisii Ke Pass Rah Hai Toh Manzil Nahi.

Ek Kasak Jo Lafzo'nKi
Aagosh Me Sisak Rahi Thi
Ek Dua Jo Duur Arsh
Pe Bhatak Rahi Thi
Wo Dua Jo Tuutey Dil
Sy Nikal Rhi Thi
Wo Dua Jo 2 Labo'n
Pe Machal Rahi Thi
Kaash !
Ek Shaam Wo Laut Aaye
Ya Kaash !
Wo Shaam Laut Aaye
Is Dil Ne Bohat Usay
Chaha Tha
Hum Ne Rab Sy Bas
Usy Hi Maanga Tha
Pr Meri Dua Tou Kahin

Apne pyar ko chupana chaha par chupa na sake,
diwane dil pe kabu hum pa na sake,
aaj itne karib se gujar gaye wo,
phir bhi unka hath hum tham na sake.

Dilla Chhad De Tu Vi Khyaal Ohda
Tere Naal Te Kitti Uhne Gall Vi Nahin
Vaada Kar Ke Nahi Jehri Ajj Aayi
Aana Jhhaliya Ohne Hun Kal Vi Nahin
Uhna Todd Nibhani Ki Yaari
Jehre Kol Khalonde Pal Vi Nahin

'Bare khuloos se deta hai wo fareb mujhe
Mein sab samajhta hoon per lutf to isi mein hai
Nishana bandh ke mara mujhe andhere se
Wo janta tha ke ye shakhs roshni mein hai..

Hamesha yad ati hai unki..
Aur mood ho jata hai kharab..
Tab Hamesha lekar baithe hai hum…..
ek hath me Kalam aur ek hath me sharab..

Teri Hasti Se Teri Zaat Se Khushbu Aaye
Tu Jo Boly To Teri Bat Se Khushbu Aaye ,
TujhKo Dekhon To Meri Aankh Mehak Si Jaye ,
TujhKo Sochon To Khyalaat Se Khushbu Aaye ,
Tu Chambeli Hy’ Nargis Hy K ! Raat Ki Rani ,
TujhKo Chuu Lon To Mere Hath Se Khushbu Aaye

Hasna Aur Hasana Koshish Hai
Meri, Har Koi Khush Rahe Ye
Chahat Hai Meri, Bhale Hi Koi
Mujhe Yaad Kre Ya Na Kre, Har
Apne Ko Yaad Krna Aadat He Meri.

Ye Ishq walo ki kismat buri
hoti hai
Har mulakat judai se juri
hoti hai
Kahi bhi dekh lena Azmakar
Sacche pyar ko judai hi
naseeb hoti hai........!!

Hum To Tujhe Chahte Hain Har Pal Tu Bhi Apne Hone Ka Haq Jata De
Kuch Aur Nahi To Kar Itna Karam Jaha Tu Yaad Na Aaye Wo Jagah Bata De.

Hme to sabo na rulya
mgar tm v rulaoge ya hmne kv schi na the
sab to hmea pathar smjht tha jisea kv dukh nai hota h mgar tm v aisa smjhg kv schi na the...

ekK. dIn. mErI. sAans. bAnd. hO.
jAyeGi.
maTt. sOchNa. kI. chAhaT. kAm. hO.
jAyeGi.
fArRk. sIRf. iTnA. hOgA.
aAj. hUm. aAPkO. yaAd. kRtE. hAin.
kaL. mEri. yaAd. aApkO. rUlaAyeGi.

Pass You Hi Anjane Mein
Tujhse Rafakt Ho Gye,
Dosti Krne Chale Aur Tujhse
Chaht Si Ho Gye, Tu Na
Ho To Main Khud Se Hi
Ulajhta Hu, Kya Kru Mujhe
Teri Aadat Si Ho Gye.

EHASAN KIYA USNE MUJE PYAR SIKHA KAR,
HOTI HAI CHAHT KYA YE MUJE BATA KAR,
QURBANI HI HAI PYAR KA ASLI MAKSAD CHHOD DIYA SATH MERA BAS ITNA BATA KER.

Jane Kis Baat Ki Mujhko Saja Deta Hai
Meri Hasti Hui Ankhon Ko Rula Deta Hai
Ek Muddat Se Khabar Bhi Nahi Teri
Koi Is Tarah Bhi Kya Apne Pyar Ko Bhula Deta Haiiii...

Duriyon se fark padta nahi,
Baat to dilon ki najdikiyon se hoti hai
Dosti to kuch khaas aap jaiso se hai warna,
Mulakat na jane kitno se hoti hai.

Mere honthon pe muskan saja gaya koi
Is patthar ko pyar ka matlab batla gaya koi
Na hoti thi kabhi koi hulchul is dil me
Apni chahton se ise dhadakana sikha gaya koi
Bojhil si hone lagi thi jab saansen meri
Jeene ki aas phir se jaga gaya koi...

kya galti thi tumne muje bhuladia
hasti hui dilko ruladia
kasam lekar saton janam k7 dene k aj wo pyararista tuta dia

Agar wo apni Mohabat Hume banale
hum Unka har khwab apni palko Pe Sajale
karegi kaise maut hame unse juda
Agar vo hame apni RUH me basale.

Smandar ki khmosi uski Gehray Btati hDosto ki kmi Apni Tanhayi Batati
Hwaise to Dost hmesha pyare hotehpr unki kimat unki judai Batati hai.

Kuchh Pal Mein Zindgi Ki Tasveer Ban Jati Hai,
Kuchh Pal Mein Zindgi Ki Takdeer Badal Jati Hai,
Kisi Ko Pakar Kabhi Khona Mat Mere Doston,
Kyunki Ek Judai Se Puri Zindgi Bikhar Jati Hai..!!

Aashiqui Me Tere Badnaam Hai Hum.
Teri Chahat Se Bhi Anjaan Hai Hum.
Chalogi Kya Mere Sath Do Kadam,
Bas Kuch Din Ke Mehmaan Hai Hum...
submit by-- pranab and freshsms team...

zikr unka hi aata hai fsane main,
jinko jaan se jyada chaha humne jamane me,
tanhaai main unki hi yaado ka sahara mila,
nakaamyab rhe jinko aqsar bhulane main.

Aj Mohbbt Se Yaro Mulakt Ho Gyi
Meri DilKi Bato Me Wo ku6 Aise Kho Gyi
Jb Pu6a Mene k Ati H Yad Meri
TO Khamosh Ho Kr Meri Baho Me So Gyi.
Eik Mulakat Karo Hamse,
Inaayat Samajh Kar,
Har Cheez Ka Heesab Denge,
Kyamat Samajh Kar,
Meri Muhabbat Par Kabhi,
Shaq Naa Karna,
Hum Muhabbat Bhi Karte Hain,
Ibadat Samajh Kar…

Aa bhi jao ke zindgi kam hai
tum nahi ho to har khushi kam hai
vada kar ke ye q aaya nahi
shahar mai aj raushani kam hai
jane kya ho gaya hai mausam ko
dhup ziyada hai chandani kam hai
aaina dekh kar khayal aaya
aj kal un ke dosti kam hai
tere dam se hi main mukammal hun
bin tere teri ‘yamini' kam hai.

TUM khud nahi janti TUm kitni PYARi ho,
JAAN h hamari Par JAAN se PYARI ho,
Duriyo se kya fark padta h,
TUM kal b hamri thi AAj b hamari ho..

========ஜ۩۞۩ஜ=======
★ ★Kyoon Banaati Ho Tum Ret Ke Yeh Mahal
Jinko Ek Roz Khud Hi Mitaaogi Tum ★ ★
★ ★Aaj Kehti Ho Is Diljale Se Pyaar Hai Tumhe
Kal Mera Naam Tak Bhool Jaaogi Tum ★ ★
========ஜ۩۞۩ஜ=======

Zindgi ka pahla pyar kaun bhulta hai
Ye pahli bar hota hai jab koi kisi ko
Khud se badhkar chahta hai,
Uski pasnd uski khwahish me khud ko bhul jata hai,
Hota hai itna khubsurt pehla pyar to na jane
Kyu aksar adhura reh jata hai…

Koi B Rishta Naya Ya
Purana Nahi Hota, Zindagi
Ka Har Pal Suhana Nahi
Hota Judaa Hona To Kishmat
Ki Baat Hai Judaai Ka
Matlab Bhulana Nahi Hota.

insaan b kiya cheez hai daulat kamane ke chakar me sehad kho deta hai...
aur sehad lane ke chakar me daulat kho deta hai....
jeeta aise hai jaise kabhi marga hi nahi...
aur mar aise jata hai jaise kabhi ziya hi nahi,..?

Bhul jana use jo tumhe BHULA de,
Mat dekhna use jo tumhe RULA de,
Par kabhi na hona door us SHAQS se,
Jo apni ankhein bhigo kar bhi tumhe HASA de,

Mere SMS ke charche jahan mein hone lage;
log mere diwane hone lage,
Khushnasib ho tum, jo tumhe SMS mila;
jise nahi mila wo, mobile patak patak ke rone lage!

Dard Uthate Hai Magar Aah Nahi Karte
Kaun Kahta Hai Hum Wafa Nahi Karte
Aakhir Kyon Nahi Badalti Taqdir Hamari
Kya Aap Bhi Hamare Haq Me Dua Nahi Karte

Agar kuch thi to bas itni tamanna aakhri apni
ke tum saahil p hote aur kashti doobti apni

Aankh mila kur phir unhe muskura ke jhukane mei...
bahutkashish hai yuun nazakat se sharmane mei...
hazaaron naghme fiza mei bikhar gaye jaise...
bahut kashish hai unko labon pur sazaane mei.


100+ [Best] Urdu Poetry With Beautiful Images

Kuch rishte khuda banata hai,
Kuch rishte log banate hain,
Kuch log bina rishte ke hi rishta nibhate hain,
Shayad wo hi Dost Kehlate hain...

Shama Ko Sham Ki Baharo Ne Luta
Sahil Ko Kashti K Kinaro Ne Luta
Aap To Ek Hi Kasam Se Dar Gaye
Hame To Aapki Kasam Dekar Hazaro Ne Luta

Jane Ka BAHANA Na Bana Dena
Bus Jane Ki Ek WAJAH Bta Dena
Khud Chale Jayenge Apki ZINDAGI Se
Par Jahaa Aapki Yaad Na Aaye Wo JAGAH Bata Dena.

Guzri hui Zindagi ko
Kabhi yaad na kar,
Taqdir mein jo likha hai
Uss ki fariyad na kar,
Jo hoga woh ho kar rahega,
Tu fikr mein apni hansi barbad na kar...

Banane Wale Ne Bhi Tujhe,
Kisi Karan Se Banaya Hoga,
Choda Hoga Jab Zameen Par Tujhe,
Uske Seene Mein Bhi Dard To AayaHoga…

Tere Ishq me dooba rahe din raat yun hi sada. . . . .
mere khwab se aankhen teri ik pal na hoye juda. . . ..
mera naam tu hathon pe apne likhe baar haan. . . .
aye kaash ki aisa bhi ik dinlaaye wo khuda. . . .
Tu Hi Mera. . . Tu Hi Mera. . . . . .

Yaadien aksar hoti hain satane ke liye,
Koi rooth jaata hai phir maan jaane ke liye,
Rishte nibhana koi muskil to nahi,
Bas dilon me pyaar chahiye use nibhane ke liye…

Apne Andar Hi Simat Jaun To Theek
Me Her 1 Riste Se Kat Jau To Theek
Tumne B Kab Vaade Nibhaye He Apne
Me Bhi Vado Se Palat Jaun To Theek.

Us Rab Ne Diya Saath Tumhara,
Aapke Pyar Se Kam Nahi Pyar Hamara,
Koi Tamanna Nahi Hai Ek Khwaaish Ke Siva,
Na Tum Rootho Na Kabi
Chhute Ye Saath Hamara...!

Khuda kre aaj ki raat aapke liye khas ho,
MACHAR HAR WAQT APKE AAS PAS HO,
Kaat-kaat kar aapki jaan khaye,
or SMS krne wale ko mast neend aaye

Aapni zindgi ka to 1 alag usul hai.
Dost ki khatir to kante v kabool hai.
Hass ke chal du kanch ke tukdo par.
Agar dost keh de ye to mere bichaye hua phool hai...

Todne K Liye Wada Kiya Nahi Jata,
Soch Samaj Ke Pyar Kiya Nahi
Jata,
Yakeen Karo
Pyar Ho Ya Dosti,
Agar Dilse Ho To
Uske Bina ek Pal B Jiya Nhi Jata !!

Yaad Krne Se KisiKa DIDAR Nhi HoTa
YuHi KisiKo YAAD Krna Pyar Nhi HoTa
Yaado Me KisiKi Hm B TADAPTE Hai
Bas Use Hmare DarD Ka EHSAS Nhi HoTa

KhushYan Bhi Tarasti Hain Mujh Se Milne Ko,
Aur Gham To JaisaY Koi Jigri Yaar Ho Mera...........

Tadapti Hai Ye Saanse Har
Pal Teri Judaai Me,
Pareshan Hai Ye Dil Har Taraf
Faailli Tanhaai Me, Na Jeene
Ki Tamanna Hai, Na Koi Khwaabo
Ka Basera Hai, Bejaan Ban
Gaya Hai Dil Teri Ruswaai Me..!

Sirf Ansoo Hi Nahi Hota
Haal E Dil Bayaan Karne
Ka Zariya, Kabi Mehsus
Karke Dekho Khamosi Hamari,
Wo Bhi Bahut Kuch Kehti Hai.!

Saamne Na Ho Toh Tarasti Hai Aankhein
Yaad Me Teri Barasti Hai Aankhein
Mere Liye Na Sahi, Inke Liye Hi Aa Jaaya Karo
Tumse Bepanah Mohabbat Karti Hai Yeh Aankhein

Ek Apni Hi Baat Kya Main Karu,
Tune Kitno Ke Jaane Dil Tode Hain,
Magar Humse Nahi Hoga Sahan Kabhi,
Sagar Ke Din Ab Toh Thode Hain…

"" Aag suraj me hoti
he....
jalna jami ko padta he..
nighahe mohabat karti he..
tadpna dil ko padta
he...

Sari Umar Ankho Me Ek Sapna Yaad Raha,
Sadiyan Beet Gayi Jisme Wo Lamha Yaad Raha,
Na Jane Kya Baat Thi Unme,
Sari Mehfil Bhul Gaye Bus Wo Hi Ek Chahra Yaad
Raha…

Faryaad Kar Rahi Hain
Tarasti Hui Nigahain UMER
Dekhy Huey Kisi Ko
Bohat Din Guzar
Gaye

Badalna Aata Nahi Humko Mausmo Ki Tarah
Har Ek Rut Mein Tera Intejar Karte Hain
Na Tum Samet Sakogi Jise Qyamat Tak
Kasam Tumhari Tumhe Itna Pyar Karte Hain…

Hohto Pr Kv Na Sawal Rkhna,
Zindgi Ko Hr Pl Khush Hal
Rkhna, Zindgi To Naam Hi Hai
Pareshaniyon Ka, Inhe Bhulkr
Bs Apna Khayal Rkhna...

Kashish to bahut hai mere pyaar me lekin,
1 unka dil Hai jo pigalta nahi,
Agr mile khuda to mang lu tumhare pyar ko
Par suna hai khuda marne se pehle milta nhi...

Dard To Zindagi Ki Sabse
Badi Sachchai Hai, Zindagi
Kab Bhala Dard Se Bach
Payi Hai, Maine Socha Tha
Dard Door Hai Mujhe Se
Bahut, Har Pal Mili Mujhe
Dard Se Ruswai Hai...

Jaanu Main Uski Har Ek Baat
Aaj Bhi Yaad Aati Hai Wo Pehli Mulaqat
Gujre Wo Lamhe Wo Din Aur Raat
Yahi To Hai Waqt Ki Mujh Ko Saugaat...ii

Ibadat Rab Ki Aur Soorat Yaar Ki Ho,
Sajda Rab Ka Aur Rasam Pyar Ki Ho,
Ashiqo Ke Mahzab Ka Kaya Kahna,
Zikar Rab Ka Aur Baat Yaar Ki Ho

Sabhi Log To Kabhi Achay Nahin Rehtay
Jin Se Sach Seekha Hai Woh Bhi Sachay Nahin Rehtay
Kiun Aisa Hoota Hai Aetebaar Ki Tooti Dehleez Per sweet
Jo Buhat Apnay Hoon, Akser Apnay Nahin Rehtay

Chale gaye ho dur kuch pal keliye,
Dur rehkar bhi karib ho har pal ke liye,
Kaise yaad na aaye aapki ek pal ke liye,
Jab dil me ho aap harpal ke liye…

Najane Kiss Sheeshe Se Takraya Main
Sheesha B Toot Gaya Or Main B
Kuch Iss Tarah Se Takraya Main Uss Se
Sheesha B Zameen Par Bikar Gaya Or Main B
Lakin Ti Ek Adath Ek J C
Sheeshe Ki B Or Meri B
Jiss Kisi Na B Jodne Ki Koshish K Usse Zakham
Mile
Sheeshe Na B Diye Or Main Na B

Jab koi khayal dil se takarata hai
Dil na chahkar bhi khamosh reh jata hai,
koi sab kuch kehkar pyar jatata hai
To koi kuch na kehkar bhi pyar nibhata hai !!

Naa Jaane Kyu Har Shaam Udass
Se Ho Gyi, Bhaar Me Bhi Meri
Zindagi Viran Si Ho Gyi, Jis
Pal Se Humne Jeene Ke Umeed
Chod Di, Usi Pal Se Maut Bhi
Humse Naraaz Se Ho Gye Hai!!

ek Dard Mujhe jine Nahi Deta,
Dil Sabar Kar jata Hai Mujhe Rone Nahi Deta,
Main Uska Hun Ye Raaz To Wo Jaan Gaye,
Par Wo Kiske Hain Ye Sawal Mujhe Sone Nhi Deta...

Agarcha tujh sey bohat ikhtilaf bhi na huwa
Magar ye dil teri janib sey saaf bhi na huwa
Ajab tha jurm-e-mohabat key jis pey dil ney mere
Saza bhi pai nahe aur mauf bhi na huwa...

Dil Me Mohbbat Hai Tumhari,
Ankhon Me Khawab Hain
Tumhare, Koi Nahi Lagta
Zindagi Me Apna, Ab Jeena
Hai Bus Tumhare Sahare,
Tum Hamare Nahi Toh Kya
Huwa, Teri Yaade To Hai...!!

Na Wo Din Rahe,Na Wo Mehflen,Na Wo Jaan Se Azeez Log...!
Waqt Cheen K Le Gaya Mujh Se Mere Apne Kahan Kahan...!

Jindagi itni tanha kyo hoti h.
sabko kismat se hi sikayat kyo hoti h.
kismat bhi kya ajeeb khel khelti h dost.
jisko pana muskil ho ussi se mohabat kyo hoti h.

Rab Ki Mehar Hai Ki Wo Bahoot Khubsurat Hai,
Uski Aankhe Jese Rab Ki Murat Hai,
Anjaan Se Dil Ne Humesha Bus Uska Hi Intzaar Kiya Hai,
Usko Hi Dekh Kar Har Lamha Iss Jeet Ne Jiya Hai…

Tum kis se wafa ki umeed kar rahay thy
Ye to woh shaks hy
Jo apni ghalti ki wajha bhi
Tumhen kehta hy...ii

tum achay ho ya mujh ko achay lagtay ho
chehray say udaasi door kero tum hanstay achay lagtay ho ♥


100+ [Best] Urdu Poetry With Beautiful Images

Jee lete hain Koi humein agar kahe bura,
dua dekar usse honton ko hum see lete hain
Dard ho chahe kaisa,
zehar yeh chupke se hum pee lete hain...

Gam-e-hayat ka jagada mita raha hai koi
chale bhi aao ki duniya se ja raha hai koi
kaho ajal se zara do ghadi thahar jaye
suna hai aane ka wada nibha raha hai koi
wo aj lipate hain kis nazuki se lashe ko
ki jaise ruthon huon ko mana raha hai koi
kaheen palat ki na aa jaye sans nabzon mein
hasin hathon se mayyat saja raha hai koi

Log Samajthe Hain Keh Humne
Tumhe Bhula Rakha Hain,
Ye Nahin Jante Ke Kahin Dil
Mein Chupa Rakha Hain Dekh
Na Le Koi Meri Aankho Mein
Tasvir Tumhari, Humne Apni Palko
Ko Is Qadar Jhuka Rakha Hain...

'Kal raat meri ankh se 1 ansu nikal aya,
Maine us se pucha tu bahar Q aya
To usne bataya koi teri ankho mai itna hai smaya
K mai chah kr b apni jga na bna paya...

Jindagi hume kuchh na mile to koi gum nahi,
Tumhara pyar mil jaye ye kuchh kam nahi.
Tumhare dil me rahne ke liye thodi si jagah mil jaye,
Wo jagah b kisi mahal se kam nahi...

kheton mein kam karati hui ladakiyan
jeth ke champai dhup ne
jin ka sona badan
surmai kar diya
jin ko raton mein os aur pale ka bistar mile
din ko suraj saron par jale
ye hare laun mein
sang-e-marmar ke benchon pe baithi hui
un hansi muraton se kaheen khubasurat
kaheen mukhtalif
jin ke jude mein juhi ke kaliyan sajin
jo gulab aur bele ke khushbu liye
aur rangon ke hiddat se pagal phiren
khet mein dhup chunati hui ladakiyan bhi
nai umr ke sabz dahaliz par hain magar
aaaina tak nahi dekhatin
y gulab aur dezi ke hiddat se naashna
khushbuon ke jan lams se bekhabar
phul chunati hain lekin pahanati nahi
in ke malabus mein
tez sarson ke phoolon ke bas
un ke aankhon mein roshan kapas

aaj phir uski yaad ne rula diya humko
tanha hu eshas kara diya mujko
do aksar likhne ka silkha nhi tha mere paas
aur uske gum ne shayar bana diyamujko

ulmat-e-shab mein ujalon ke tamanna na karo
khwab dekha hai to ab khwab ko rusva na karo
bojh suraj ka padega to lachak jayengi
raat ke surmai shakhon pe basera na karo
khwab umeed nasha sans tabasum aansu
tutane vali kisi shay pe bharosa na karo
hum ne aankhon ko jalaya tha ki kuch dhundh chate
tum nai nasl ke suraj ho tum aisa na karo
ashk pine ka hunar sikh lo hum se aakar
jazba-e-dil ko nigahon se haveda na karo
mausami barf hain kuch der mein bah jayenge
in badalate hue rishton pe bharosa na karo
ye faza ras na aayegi tumhen ae “najmi”
yaad guzri hue lamhat ke taza na karo

Aapki Pooja Karte HainHum,
Aap Par Hi Bas Marte Hain Hum,
Sagar Ko Aapse Bahut Pyar Hai,
Aapko Kahne Se Darte Hain Hum...

Kabhi badli hui takdir nazar ati hai,
yado ki bas ek zanjir nazar ati hai,
pade bhi to kya pade
yaar- mujhe mobile me bhi teri tasveer nazar ati hai,

Kisi Khoobsurat Mausam Me,
Meri Aankho Pe Aap Apna
Hath Rakh Do.. Or Haste Hue
Keh Do, Pehchan Lo To Ham
Tumhare.. Or Na Pehchano,
To Tum Hmare...

Na Jaane Is Zid Ka Natizaa Kya Hoga..
Qki
Samajhta Dil Bhi Nahi
Wo Bhi Nahi
Aur
Mai Bhi Nahi...!

Wo bhi ro de ga usay haal sunaye kese,
Maum ka ghar he chirago ko jalaye kese,
Dur hota to usay dhund bhi lete "DOST",
Rooh main chup k jo betha he usay paayen kese!!!

Na Hi Yaad Kar Saktha Hoon Tumhain Or Na Hi
Bhool Saktha Hoon Tumhain
Q Laila Majnoon Kehtha Hai Or Koyi Heer Ranja
Humain
Dil Tho Kiya Hum Jaan B De Detha PRINCE Tum
Ko
Lakin Achanak Yaad Aya Ye Amanath Hai Kisi Or Ki

Beetay pal wapas la nahi sakte
Sukhe phool wapas khila nahi sakte
Kabhi kabhi lagta hai aap hamein bhul
gaye
par dil kehta hai k aap hamein bhula
nai sakte...

Dilke Sare Arman LeJate H
Hmse Hamari Pehchan Le Jate H
Bepanah Na Chahna Ksiko
Qki
Jaan Kehne Wale Hi Jaan Le Jate H
>

Kyun Woh Hum Sab Ki,
Itni Pariksha Leta Hai,
Kyun Humko Itna Dard Deta Hai,
Kyun Hamein Satata Hai,
Kyun Hamein Isq Karna Sikhata Hai,
Jab Anjaam Aisa Hi Likhna Hai Usko,
Toh Kyun Hamaari Zindagi Mein,
Kuchh Pal Ki Khusi Woh Lata Hai…

Mohabbat karne wale
aankhon ki
baat samajh lete hain,
.
Sapne me mil jaaye to
mulaqat
samajh lete hain,
.
Rota to aasman bhi hai
apne bichde
yaar ke liye,
.
Par log apni khushi ki
khatir use
barsat samajh lete hain..
Bewafa Log Barh Rahy Hen Rafta Rafta,
Ek Mulk In Ka Bhi Hona Chaahiyeee...!!

Logon Ne Puchha Ki Kaun Hai Woh
Jo Teri Ye Udaas Haalat Kar Gaya ??
Maine Muskura k Keha UsKa Naam
Har Kisi Ke Labbon Par Achha Nahi Lagta ...!

Khobsorat wadon ko tor dia us ne
Mujy yaad rakhna ab chor dia us ne
Bohat kia krty thy wafa ki baten
Lgta hai wafa ka daman chor dia us ne
Jo kehty thy k tm bin g nehi skty
Lgta hai mere bin jeena sikh lia us ne
Usko zamane se fursat nehi
zaIn"
Ab to haal pochna b chor dia us na...!

Pathar Bana Diya Mujahy Rone Nahi Diya,
Daaman Bhi Tere Gham Ne Bighone Nahi Diya..!!
Tanhaiyan Tumhara Pata Poochhti Rahien,
Shab Bhar Tumhari Yaad Ne Sone Nahi Diya..!!
Ankhon Mein Akar Beth Gai Annsoon Ki Lehar,
Palkon Pe Koi Khoawab Peerone Nahi Diya..!!
Dil Ko Tumhare Naam Ke Ansoo Aziz Thay,
Duniya Ka Dard Dil Mein Samone Nahi Diya..!!
Ae Dost Yoon Uski Yaad Chali Haath Thaam Ke,
Mele Mein Is Jahan Ke Kabhi khone Nahi diya...!!


As we conclude this poetic sojourn through the realm of Urdu Shayari on WhatsApp, we hope that these exquisite verses have touched your heart and kindled a newfound appreciation for the art of poetry. Each couplet, like a delicate blossom, carries the fragrance of emotions, making your digital exchanges a captivating experience.

Let these words continue to resonate within you, reminding you of the beauty that lies in the simplicity of expression. Share these poetic treasures with your friends and loved ones, spreading the joy of words that transcend time and space.

In a world brimming with technological advancements, we sometimes forget the power of human connection, and yet, Urdu poetry reminds us that even in the virtual world of WhatsApp, emotions can be tenderly conveyed through carefully chosen words.

So, as you step out from this enchanting world of WhatsApp Shayari, carry with you the essence of these timeless verses, and may they inspire you to embrace the magic of language and touch lives with the power of poetry.

Let the rhythm of these words echo in your heart, enriching your conversations, and adding a touch of elegance to your digital interactions. Until we meet again on another literary journey, keep the poetic flame alive, and let Urdu Shayari grace your WhatsApp conversations with its everlasting charm.

Farewell, with the promise of more soul-stirring adventures ahead!

Post a Comment

Leave Your Comment Here.

Previous Post Next Post