Urdu Quotes: A Revered Compilation of Urdu Quotes - Islamic, Inspirational, Zindagi, Sadness, Friendship, Motherhood, and Love

Welcome to the enchanting world of Urdu Quotes, where the beauty of language meets the profound wisdom of the ages. Within this article, we present to you a treasure trove of sentiments, thoughts, and emotions encapsulated in the eloquence of Urdu, a language known for its poetic grace and expressive power.

Here, you will embark on a journey through a diverse range of themes that touch the very essence of life. From the timeless wisdom of Islamic quotes that offer spiritual guidance and enlightenment, to the uplifting and motivational tones of inspirational quotes that ignite the spark of ambition and hope within us.

Explore the depths of your emotions with poignant zindagi quotes that reflect on the complexities and joys of existence, and find solace in the comforting embrace of sad quotes, which remind us that sorrow too is a part of the human experience.

Celebrate the essence of human connection with heartwarming friendship quotes, reminding us of the special bonds that enrich our lives, and bask in the unconditional love of mother quotes, a tribute to the selfless love and sacrifices of mothers.

And lastly, immerse yourself in the realm of affectionate emotions with love quotes that capture the various shades of love, from the passionate to the tender, offering insights into the profound emotions that bind hearts together.

Whether you seek inspiration, comfort, or simply the joy of reading beautiful verses in Urdu, this carefully curated collection is designed to resonate with the depths of your soul. So, join us on this captivating voyage through the world of Urdu Quotes, and let these timeless expressions enrich your heart and mind.


    Best Inspirational Islamic Quotes

    Best Inspirational Islamic Quotes

    This is Quote by Nabi Muhammad (S.A.W) which states that Allah hasn’t placed your health in the forbidden stuff.


    This is a Quote by Nabi S.A.W which is “Miyaan biwi ko juddaa karna shaytan a sab say zyada pasandeeda fail hai”.


    This is a Quote by Hazrat Muhammad (S.A.W) which is “Meri Ummt borhay ki izzat karna meri izzat karna hai”.


    This is another Quote by Hazrat Muhammad (S.A.W) where he states that ” Meri ummat jab tak us haram muqaddas ka poora ehtaram karti rahegi aur us ki hurmat o tazeem ka haq adaa karegi, khairiat say rahay gi aur jab us mein ye baat baki naa rahay ge, wo baarbad hojaegi”.


    This is one more Quote which goes like “Aur Allah par bharoosa rakho jo bhtareen karsaaz hai”.


    Here is a Quote where Allah has said “Jab koi tum par zulm aray tou mairay intekaam par razi hojao yun kay maira intekaam tumharay intekaam say behtar hai”.


    Here is another Quote by Hazrat Abu Bakar (R.A) which goes like “Insaan khud azeem nahin hota, us ka kirdaar ussay azeem karta hai”.


    This is a Quote by Rusool (S.A.W) which is “Jo momin lagatar beemar rahay ga us ko baksh diya jaega”.


    This is a Quote by Hazrat Muhammad (S.A.W) which is “Allah Tallah nay tum par maaoun ki nafarmani ko haraam karaar diya hai”.


    Here is a Quote by Hazrat Ali (R.A) which is “Zillat uthanay say behtar hai ay takleef uthao”.


    This is a Quote by Hazart Ali (R.A) which goes like “Ikhlaaq wo cheez hai jiski keemat kuch nahin daini parti haan magar us say har insaan khareeda jaa sakta hai”.


    This is a Quote by Hazrat Ali (R.A) which is “Agar zindagi ko hamesha khushiyoon kay saath guzarna chahtay ho, tou gamzada logon kay gam suna karo kabhi dukhi nahin hogay”.


    Here is a Quote by Hazrat Ali (R.A) which is “Dosti aur mohabbat un say karp jo nibhana jaantay hun, nafrat un say karo jo bhoolana janatay hun aur ghussa un say karo jo manana jantay hun”.


    This is a Quote by Hazrat Ali (R.A) which is “Namaz ki fikar apnay oper farz karlo khuda ki kasam duniya i fikar say azaad hojaoge aur kamyaabi tumharay kadam choomay ge”.


    This is a Quote by Hazrat Ali (R.A) which is “Logon say yaad naa karnay ka shikwa mat karo kyun kay jo insaan apnay rab ko bhool sakta hai wo sab ko bhool sakta hai”.


    This is a Quote by Hazrat Ali(R.A) which says “Sabar ek aisi sawari hai jo apnay sawar ko girnay nahin daiti naa kisi kay qadmon mein naa isi ki nazron say”.


    Hazrat Ali(R.A) says “Tang dasti mein sakhawat karna, ghussay mein sach bolna aur taqat houtay hue maaf karna behtareen naiki hai”.


    This is another Quote by Hazrat Ali(R.A) which says “Ilm tumhein raah dikhata hai aur amal tumhrin maqsad tak pohancha saita hai”.


    This is a Quote by Hazrat Ali(R.A) which says “Asli insaan zabaan kay parday mein chuppaa hai”.

    Best Urdu Quotes On Zindagi

    Best Urdu Quotes On Zindagi

    Aap apni zindagi sy bahly khush na hon per kuch log aisy bi hai jo ap jaisi zindagi guzaarny ke liye tarasty hain.


    Zindagi me khiar-khuwa log kam our khuwa-makhuwa log ziada hain.


    Zindagi me mushkil waqat na aaye to apnon me chupy howe ghair our ghairon me chupy howe apny kiasy nazar aaty.


    Me ny zindagi me eik hi baat sikhi hai ki insaan ko koi cheez nahi hara sakti jab tak wo khud haar na man ly.


    Zindagi ko samajhna hai to pichy dekho our Zindagi ko jina hai to aagy dekho.


    Ghussy ke waqat thora ruk jayen ruk jayen our ghalti ke waqat thora juk jayen zindagi asaan ho jaye gi.


    Zindagi ustaad se ziada sakhat hoti hai ustaad sabaq le kar imtihaan leti hai our zindagi imtihaan le kar sabaq deti hai.


    Likhny waly ne kiya khuub likha hai zindagi jab mayuus hoti hai tabhi mehsoos hoti hai.


    Qadir karna sikhen na zindagi baar baar aati hai our na log.


    Zindagi tab behtar hoti hai jab aap khus hoty hai lakin zindagi tab behtareen hoti hai jab aap ki wajah se koi dusra khus hota hai.


    Zindagi bohut khubsurat hai agar saath chalny wale munafiq na hon.


    Zindagi sooch se badalti hai sirf baton se nahi me hazaar dafa apny hath se hilny ka kahon wo nahi hily ga lakin eik dafa sooch lon to ikhtiyaar ke mutabiq jahan chahy le jawon.


    Zindagi me baaz ouqaat kisi takleef ka aana apko bohut si takleefon se bachany ke liye hota hai wo eik dakka apko bohut se dakkon se bachany ke liye hota hai.


    Zindagi ke har moor per sulah karna sikho kyun ki jugta wahi hai jisme jaan hoti hai akarna to murde ke pehchaan hoti hai.


    Insaan ko boolna sikhny me do saal lagte hai lakin konsa lafaz kahan bolna hai ye sikhny me puri zindagi nikal jati hai.


    Itni thokaren marny ka shukurya ye zindagi chalny ka na sahi sambhalny ka hunar to aahi gaya.


    Ghalti zindagi ka eik page hota hai lakin rishta eik puri kitaab is liye kabi kabi puri kitaab ko mehez eik page ke liye nahi chorna chahiye.


    Mujhy zindagi ka itna tajarba to nahi per suna hai saadgi me log jine nahi dety.


    Qadir karni hai to zindagi me karo chehry se kafan uthaty waqat to nafrat karny wale bi ro parte hain.


    Zindagi asaan nahi hoti usko asaan banana parta hai kuch ko nazarandaz kar ky kuch ko bardasht kar ky.

    Best Urdu Quotes On Friendship

    Best Urdu Quotes On Friendship

    Mohabbat our dosti ye do chizeen har tofaan ka muqabeela kar sakti hain magar eik chiz in donon ke tukre tukre kar sakti hai our wo hai "ghalat fehmi".


    Dost banany se pehly kabhi kisi ke chehry ko mat dekh balki is ki ikhlaaq our chahat ko dekh kyun ki agar safaid rang me wafa hoti to namak zakhmom ki dawa hoti.


    Dost ko dolat ki nighah se mat dekho wafa karny waly dost aksar ghareeb hoty hai.


    Lambi dosti ke liye do natoon per amal karna eik apny dost se ghusse me baat mat karna our apny dost ki ghusse me kiyi howi baat kabhi dil per mat lena.


    Jahan izzat sachai our khaloos nazar aaye wahan dosti ka hath barhao warna tumhari tanhai tumhari behtareen dost hai.


    Agar dosti ka rishta na bana hota to insaan kabi yaqeen na karta ki ajnabi log apnon se bi ziada pyaary ho sakty hain.


    Achy waqat se ziada achy dost azeez rakho kyun ki acha dost bury waqat ko bi acha bana deta hai.


    Dost ho ya parinda donon ko azaat chor do loot aya to tumhara na loot ke aaya to tumhara kabhi tha hi nahi.


    Dost wo hai jo dost ka hath uski parishani our tangi me pakarta hai.


    Jo zara si baat per dost na rahy wo dost tha hi nahi jis ko aisy dost ki talaash ho jis me koi khaami na ho ussy kabhi bi dost nahi milta.


    Jab aap urooj per hoty hai to apky doston ko pata chalta hai ki aap kon hai our jab aap zawaal per hoty hai to aap ko pata chalta hai ki dost kon hai.


    Bura dost koyily ki tarah hota hai jab garam hota hai to hath jala deta hai our jab thanda hota hai to hath kala kar deta hai.


    Dost wo hai jo dosti ka haq dost ki ghair mojudgi me aada kary our ghairon ki mehfil me iski hefazat kary.


    Mujhy ye nahi pata ki me eik behtareen dost hon ya nahi lakin mujhy ye pura yaqeen hai jo mery dost hain wo sab se behtareen hain.


    Zindagi hamein bohut khubsurat dost deti hai lakin achy dost hamein khubsurat zindagi dety hain.


    Kisi dost ko dokha de kar ye mat samajna ke kitna bewaqoof tha balki ye sochna ki uska aap per aitibaar kitna tha.


    Kaamyabi hosloon se milti hai hoosly doston se milty hain dost muqadaroon se milty hain our muqadar insaan khud banata hai.


    Kabhi apny dost ki sachayi ka imtihaan na lo kiya pata us waqat wo majboor ho tum ghalat fehmi me eik acha dost kho betho ge.


    Agar mukhlees dost muyassar na ho to zameer awaaz haasil karny ka zarya ayena hai.


    Doston ki zindagi me us namk ki tarah raho jo khany me to dekhayi nahi deta lakin agar na ho to uski kaami zaroor mehsoos hoti hai.

    Best Urdu Quotes On Mother

    Best Urdu Quotes On Mother

    Maa ki eik aadat khuda se bi milti hai donon hi maaf kar dety hain.


    Bazaar me har chiz mil jati hai lakin Maa our Maa ka pyaar nahi milta.


    Dunya me sabsy ziada dulat us ke paas hai jis ki Maa zinda hai.


    Wafa karni hai to Maa Baap se karo dunya apko tabhi pyaar karegi jab aap ke paas dunya walon ke liye juch hoga.


    Sharat laagi thi dunya ko eik lafaz me likhny ki log kitaaben dunthty rahy me ne Maa likh diya.


    Jab insaan apny Maa Baap ke liye Dua karna chor deta hai to is ka riziq rook diya jata hai.


    Apni zabaan ki teezi us Maa per mat chalao jis ne tumhein bolna sikhaya.


    Maa ke liye sab ko chor dena lakin sab ke liye Maa ko mat chorna kyun ki jab Maa roti hai to farishton ko bi rona aajata hai.


    Maa ki Dua waqat to kiya naseeb bi badal deti hai.


    Maa muhabbat ka samandar our Baap muhabbat ka jheel hota hai.


    Maa wo takhti hai jis me uolaad kuch bi likhkti hai magar Maa srif muhabbat likhti hai.


    Maa Dil ki thandak hai aankhon ka noor hai dimaagh ka suroor hai.


    Ay meri piyaari Maa tu kiya jany teri Dua me kiya asar hai idhar tu hath uthaye udhar har mushkil mujhy asaan lagti hai.


    Mere Rab ne Maa ko aisa rudba diya muhabbat se Maa ko dekhny ko abaadat bana diya.


    Log kehty hai ki kisi eik ke chaly jany se zindagi ruk nahi jati lakin ye koi nahi janta ki lakhon ke mil jany se bi us eik Maa ki kaami puri nahi hoti.


    Maa tab bi roti thi jab beta khana nahi khata tha our Maa aj bi roti hai jab beta khana nahi deta.


    Mujhy Maa our phool me koi faraq nazar nahi aata agar dunya aankh hai to Maa us ke binaayi hai agar dunya phool hai to Maa us ki khusbo hai.


    Maa se muhabbat karo kyun ki Maa ki parishani dekh kar Allah ne Saafa Maarwa ko Haj ka rukon nana diya.


    jab riziq me tangi mehsoos ho to ghur kar liya karo ki Maa Baap ke liye Dua karna to nahi chor diyi.


    Jab Maa chor kar jati hai na to koi bi bewajah Duayen deny wala nahi hota our jab Baap dunya chor kar jata hai to koi kamar per thapki our hosila deny wala nahi hota.

    Best Urdu Quotes On Love

    Best Urdu Quotes On Love

    Jis shaghaz se tumhein muhabbat ho jaye us ki akharat ke bareme socha karo ki ussy kis tarah behtar banaya jaye yahi tumhari muhabbat ki sab se bari daleel hogi.


    Meri akhon ka teri yadoon se koi taluq to hai tassur me jab bi aaty ho to chehra khil sa jata hai.


    Aansu ajaty hai ankhon me per laboon per hansi lani parti hai ye muhabbat bi kiya chiz hai yaroo.


    Muhabbat karna insaan ke bas me nahi hota magar muhabbat ko nibhana insaan ke bas me hota hai.


    Jinka milna qismat me na ho un se muhabbat kamaal hoti hai.


    Zindagi me sirf eik hi khushi hai our wo ye hai ki ya to aap kisi se pyaar karo ya phir aap se koi pyaar kary.


    Shaam ko tera haans ke milna din baar ki ujrat hoti hai.


    Aadmi jaan ke khata hai muhabbat me fareeb khud fareebi hi muhabbat ka sila ho jaisy.


    Kisi ko sirf chahna muhabbat nahi is ki zaat ke tamaan pehlowon ko tasleem karna muhabbat hai.


    Mera hath thaam lo sirf itna kaafi hai phir khushi mily ya ghum mera naseeb hai.


    Ghalati uski ho ya meri rishta to hamara hai na.


    Naseeb se haar gaye warna muhabbat donon ki sachi thi.


    Rishton ki khubsurati eik dusry ke baat ko bardaast karny me hai beaaib insaan talash karo ge to akely reh jawo ge.


    Dil lagta hon so bahanoon se per ye tery siwa nahi lagta.


    Bohut dokha milta hai un ko jin ke Dil saaf hoty hai.


    Tum ko ulja kar sawalon me me ne jee bhar ke tum ko dekh liya.


    Jo paak muhabbat hoti hai na wo Aab-e-Hayaat hoti hai.


    Dil ki pharyaad kesy sunawon dar lagta hai mujhy koshish ussy paany ki hai jissy dekhny tak ki ijazat nahi.


    Agar tum kisi ke Dil me apni muhabbat paida kar ke ussy chor dety ho to yaqeen karo tum bohut badqismat insaan ho.


    Kuch bi kiya ho hamny kahin bi gaye ho ham had se tumhari yaad ke bahir gaye hain kiya.

    Sad Quotes in Urdu

    Sad Quotes in Urdu

    Bohut andar tak tabahi macha deta hai wo ansoo jo ankhoon say beh nahi pata.


    khamoshi ki kitni zubanain hain naan dukh, dard, zid, gussa, anaa, shukar.



    Jab dard had se barh jata hai to insaan rota nahi khamosh ho jata hai.


    Taaron ko insaan tab ghurtaa hai jab zameen pay us ka kuch kho gaya ho.



    Bohut faraq parta hai jab koi kehta hai keh mujhay koi faraq nahi parta.


    Itnay khamoosh hongay ham keh cheekh utho gay tum.


    Koi kitna hi khamoosh mizaaj kyun na ho rula deti hai kisi ki kami kabhi kabhi.


    Wo ja raha hai choor kar batao raasta doon ya waasta dun.


    Bas dil udaas hai waisay to theek hon mein.


    Sach kaha tha kisi nay akelay jeena sikh lo.


    As we draw the curtains on this captivating journey through the world of Urdu Quotes, we hope that you have found solace, inspiration, and joy in the verses that grace these pages. Urdu, with its poetic brilliance, has the unique ability to touch the hearts of millions, transcending boundaries and language barriers.

    The Islamic quotes have offered you profound insights into spirituality and faith, guiding you towards a path of enlightenment and purpose. The inspirational quotes have ignited a fire within, empowering you to overcome challenges and embrace life's adventures with renewed vigor.

    Through the zindagi quotes, you have reflected on the tapestry of life, finding meaning in every twist and turn. The melancholic notes of sad quotes have reminded you of the shared human experience of loss and vulnerability, fostering empathy and compassion.

    The friendship quotes have celebrated the beauty of camaraderie, reinforcing the significance of cherished bonds that enrich your journey. The mother quotes have honored the unwavering love and sacrifices of the maternal figure, a guiding light in the darkest of times.

    And, of course, the love quotes have captured the essence of affection, allowing you to delve into the complex and enchanting realm of human emotions.

    We hope that this collection of Urdu Quotes has left an indelible impression on your heart and mind, offering you moments of reflection, inspiration, and appreciation for the power of language and expression.

    As you continue your voyage through life, carry with you the timeless wisdom and beauty of these verses, and let them serve as a source of strength and comfort in times of need.

    Thank you for joining us on this poetic odyssey, and remember, the magic of Urdu Quotes will forever await you whenever you seek a moment of solace or enlightenment.

    Until we meet again, may your journey be adorned with the beauty of language and the wisdom of the ages. Farewell, and may the grace of Urdu Quotes accompany you on your life's voyage.

    Post a Comment

    Leave Your Comment Here.

    Previous Post Next Post