Urdu Funny Poetry: A Collection of Hilarious Urdu Poetry for WhatsApp

Welcome to the enchanting world of Urdu humor and poetry, where laughter and lyrical artistry collide! In this digital age, where connections are made and strengthened through social media platforms like WhatsApp, what better way to spread joy and light-heartedness than through the magic of funny poetry in Urdu. The poetic traditions of the language have long been celebrated for their depth and emotional resonance, but today, we embark on a delightful journey that focuses on the lighter side of life.

From witty couplets to clever quatrains, our collection is a testament to the rich comedic heritage of Urdu literature. Whether you're an avid poetry enthusiast or simply someone looking to brighten up their day with a good laugh, you're sure to find something that tickles your funny bone in this compilation.

So, prepare yourself to be charmed by the ingenuity of wordplay, the playfulness of metaphors, and the sheer brilliance of Urdu poets who have woven the finest threads of hilarity into their verses. We invite you to sit back, relax, and delve into the mirthful realm of "Whimsical Verses: A Collection of Hilarious Urdu Poetry for WhatsApp." Let the giggles begin!


Funny Urdu Poetry Status for WhatsApp


Meri ghaltiyun ko darguzar kar diya karen
Aukhar to wesay ap mera kuch nahi saktay

Lap pay ati hai dua ban kay tamanna meri
Dil karta hai band karwa dun sim teri
Door dunya ka meray dam say andhera ho jaye
Jo mujhy message karay us ka mobile kho jaye

Our bhi gham hai muhubat kay siwa zamanay mein
Aj mera pawon phisal giya ghusal khanay mein

Dil ye kehta hai keh dunya khareed lun
Jaib ye kehta hai keh bakwaas na kar

Doobtay howay tinkay ka sahara chahiye
shaadi kay liye bas amma ka ishara chahiye
Hazaar muks nikalti hai larki kay chehray mein
Koi in say poucho kiya sitara chahiye
Chaar kapron say baat nahi banay gi
Saath mein eik khatara chahiye
Bohut samjhaya keh larki hai yahi behtar
Mujhy bhi to gunahon ka kafara chahiye
Har rate mein miltay hain kahiye kiya lijiye ga
Dulha shaadi Shuda ya kunwara chahiye
Payment kar kay ab tum bhi keh saktay ho
Ab to hamein damaad hamara saara chahiye
Tum bhi sun lo larki walon ye daastan
Phir na kehna hamein interview dubara chahiye
Ab to rehguzar mein akar per gaya hon
Lay chalo gis ko ye bechara chahiye

Kunwaray pan mein jee lena mushkil nahi lakin
koi shaadi wala gar dekhun to ankhen bheeg jati hai

Eik larki ko dekha to aisa laga
Dusuri larki ko dekha to wesa laga
Jab dono nay thappar mara to eik jaisa laga

Koi larki buri nahi hoti sahib
Bas kuch ko meke-up karna nahi ata

Kabhi kabhi is dil mein saya lagta hai
Jo apna hai wo payara lagta hai
Tum say milnay ki tamanna to bohut hai lakin
Anay janay mein karaya bohut lagta hai

Mein to shoher hon kisi our ka mujhy marti koi our hai
Mein bulata hon kisi our ko to pukarti koi our hai
Meray ghar mein hai jo nikah mein meray sath wali hai chah mein
Meri daal meray hi ghar mein hai to bagharti koi our hai
Hai ajab tarah ki ye zindagi kabhi dosti kabhi dushmani
Mujhy shalwaar pehnati wo hai to utaarti koi our hai
Mein parishaan eik kay ghar raha to pashemaan eik kay ghar raha
Meray baal eik hai bhigharti to sanwarti koi our hai

Eik ajeeb si halat hai teray janay kay baat
Bhook hi nahi lagta khana khany kay baat

Wo jo kehti thi mein mar jawon gi teray bina
Aj us kay waleemay ki biryani kha kay aya hon

Unguli mein anguthi anguthi mein nagina
Soni lagti hai teri behen
Raat nahi katti maslay hain dareena
mein nay kaha bas kar kehti hai abi nah
Raat ko mila karo baraah maheena
Kehti hai bhai ko batana kabhi na
Itna zaleel ho kar bhi
Bhai SMS parh raha hai kameena

Dil diya tha jis ko deewana samajh kar
Kha gayi dil ko biryani samajh kar
Eik aansu bhi nahi chora usnay
Usay bhi pee gayi nimbu paani samajh kar

Kisi ko ishq howa
Kisi ko pyaar howa
Hamein to jab bhi howa
Sala bhukhaar hi howa

Chaand per tumhara naam likhnay ko jee chahta hai
Per kiya karen ye khiyaal hi dupeher ko ata hai

Eik haseena per nigahen tehra thin
Us ki ankhen jheel say bhi gehri thin
Thak gaya mein usay I love you kehtay kehtay
Phir pata chala yaar wo to behri thi

Jinhen ham zeher lagtay hain
Wo hamein kha kar mer jayen

Mein pyaar likhta raha wo pyaar pharti rahi
Eik nuqtay nay meray ishq ka salan kar diya

Itna dubla ho gaya hon sanam teri judayi say keh
Khatmal bhi kheench lay jatay hain chaarpayi say

Hai meezbani ka yahi taqaza keh aye mehmaan to muskura do
Margar tabiyat ye chahti hai keh galay milo our gala daba do

Higir ki tanhayi kuch yun guzaar laytay hain
Mukhtalif zawiyun say selfie utaar letay hain

Mera dil tumhari muhubat kay liye hai
Magar ye offer mehdood muddat kay liye hai

Jis shiddat say meinay kitaab uthanay ki koshis ki hai
Eik eik lafaz nay mujhy sulanay ki saazish ki hai

Saari umar kar kay barbaad ishq ki izzad chak li
Us nay bhi burqa pehen liya ham nay bhi dhari rakh li


As we come to the end of this delightful journey through the world of funny Urdu poetry, we hope that you have found moments of pure joy and laughter in the verses we've shared. Humor has a unique way of bridging gaps and transcending boundaries, and we trust that these witty lines have brought smiles to your face and warmth to your heart.

But remember, the magic doesn't end here! Urdu poetry, with its vast treasure trove of emotions, continues to enchant and captivate, offering solace in times of sorrow and inspiration in moments of contemplation. So, whether it's a random WhatsApp chat or a family gathering, don't hesitate to share the joy of laughter through these lighthearted gems.

As we bid adieu, we extend our heartfelt gratitude for joining us on this journey into the world of whimsical Urdu verses. We hope that this collection has brightened your day, and perhaps even inspired you to explore more of the rich literary heritage that Urdu has to offer.

Keep the spirit of humor alive, cherish the beauty of language, and spread laughter wherever you go. Until we meet again, remember that life is too short not to share a good laugh, and poetry, in all its forms, continues to be a guiding light through the tapestry of human emotions. As the great Urdu poet Mir Taqi Mir once said, "Dil ki baat zubaan tak laana kitna mushkil hai; Kehta hai who, jisey chahatein hain sab log" (It is so difficult to express the feelings of the heart in words; It speaks what everyone desires).

Farewell, and may your days be filled with joy, laughter, and the magic of words!

Post a Comment

Leave Your Comment Here.

Previous Post Next Post